๐ค DOSTANA๐ค
Undono ki dosti ko dekhkr jangal k saare jaanwar unse irshya krte the Saare janwro ne milkr ek din in dono ko alg krne ki planning ki Jangal k sbhi jeev is kaam ko krne me ek saath ho gae Roj jwaan sher shikar pr jaata or khud k liye or us budhe sher k liye dono k liye khane ka intzaam krta pr ek din jb jwaan sher khana lekr aaya or usne khakr budhe sher k liye bcha diya or khud some chla gya tb baki janwaro new milkr uska bcha hua khana kha liya jo usne budhe sher k liye bchaya tha... Ek din nhi aisaa roj hone lga kai din ho gae
Fir is karan budhe or jwan sher dono me galtfehmi ho gai or dono ne ldaai kr li or dono dushman bn gae..
Ek din budhe sher ko 25-30 jangali kutto ne gher liya use kaatne lge use bhokne lge.. ACHANAK ye sbkuchh jwaan sher ne dekh liya or jor see ek dhaaad lgaai Ki saare kutte dum bdakr bhag gae...
Fir kisi janwar ne jwaan sher see puchha ki arey ye to tumhara dushman tha to tumne use kyu bchaya....
To jwaan sher ne ek kyaa khoob baat kahi...
"KI HMARE RISHTE KMJOR JARUR HAI
LEKIN......
ITNE NHI KI KUTTE UNKA FAYDA UTHA SKE.... "
MORAL OF THE STORY:
Hmare apne logo season hmare kitne hee jhgde ho jaae lekin vo hmare apne hote hai Apne hee kaam aate hai...